How to Monetize YouTube Channel and Earn Money in 2025 – Complete Guide
( No 1 ) Sabse pahle ham janenge YouTube approval ke liye kya kya retirement hoti hain 🔥
1. YouTube se paise kamane ke liye
sabse pahle aapko 1000 subscriber complete karne padte hain
1. uske bad aapko 4000 ghante
ka watch time complete karna padta hai agar aap yah donon ko complete kar dete ho to
2. YouTube approval
Mil jata Hai jisse aapki videos per add chalega aur aapko uska Paisa milega Tips agar aap short video dalte Ho to aapko 10 milian view complete karna padta hai 90 days mein
3. Important line
Agar aapka YouTube channel ek sal ya 2 sal Purana Hai to use per 4000 ghante ka watch time ki limit khatm ho chuki hogi aur 1000 subscribe ki kyunki iska 365 din ka time hota Hai ✅
( No 2 ) Agar YouTube channel Purana Hai to Kya Karna chahiye
Apna naya YouTube channel banaen aur usmein naya email add Karen yad Rahe naye email Se Hi YouTube channel banana jyada achcha rahega aapke liye ✅🫵
( No 3 ) Real upload kis time per karni chahiye
1. YouTube per reel upload best time
aapko kis time reel upload karni chahie aapka correct time Sham 6:00 se 6:30 ke bich mein agar aap is time per reel upload karte ho daily to aapka subscribe bhi ho automatic badhane lagega
2. YouTube aapko support Karega
agar aap face video dalte Ho to YouTube jyada support Karega morning time reel upload 9:00 se 9:30 ya 8:00 se 8:30 best rahega daily aapko ek hi time per reel dalni hai
( No 4 ) YouTube subscribe kaise badhaye 🫵🔥
1. Agar aap bhi YouTube per subscribe badhana chahte ho
to aapko aur YouTube ko monetize karna chahte ho to aapko apna khud ka contact pe video dalna padega
2. jis chij mein aap export Ho
usi tarike ki video banana jyada achcha rahega agar aap call ka contact daloge Sahi strategy ke sath to aapka reel viral hoga aur aapka subscribe badhega
( No 5 ) Kis tarike se subscribe nahin🫵 karvane chahie
1. Kabhi bhi paise dekar subscribe nahin karana chahie
kyunki paise se subscribe original nahin milte Hain vote subscribe hote Hain
2. YouTube approval nahin milta
jinhen YouTube approval dete time check karke pahchan leta hai aur aapka channel monetize chance bahut kam ho jata hai ✅🫵
( No 6 ) YouTube account kaise use Karen
1. apna ek Naya YouTube channel banana important hai
kyunki YouTube channel ki limit hoti hai agar aap 365 din ke andar watching time complete karna
2. Watch time complete
karlete ho long video ka to aapka channel monetize ho jata hai agar aapka channel Purana Hai 365 din Se jyada to usse mehnat karne ka aapko Koi nishchit Roop se fayda nahin hoga✅
( No 7 ) YouTube Paisa kab deta hai💸
Jab aapka YouTube channel monetize ho jata hai use per 1k subscribe 4000 ghante ka watch time yah donon complete ho jaate Hain long video ka to aapko YouTube reel view ke hisab se paisa deta hai ✅🫵
( No 8 ) YouTube per alag se earning kaise hoti hai 💸
Agar aap bhi YouTube per lagte earning karna chahte ho to product ka promotion karna achcha option hota hai ya aapka koi business hai kapdon ka ya Kisi product ka to uske bare mein video Banakar dalna ya Kisi app ke product ko bechkar commission lena YouTube dwara arning is tarike Se Ki Ja sakti hai
( No 9 ) YouTube se double learning kaise hoti hai 💸 💸
Jab aap Kisi ka promotion karte ho to aapko reel view ke hisab se ya product sel ke hisab se rupaye milta Hai aur aapko YouTube ki taraf se reel view ka rupaye milta Hai to aapka double arning ho jata hai yah sabse best option hai aapke liye kyunki ek kam karke aap do jagah se paise Le sakte ho
( No 10 ) YouTube ka istemal 💸🔥✅🤩
YouTube ka
Sahi istemal karna sikho
kyunki YouTube aapke sapnon ko pura kar sakta hai YouTube per banne ke liye khud ka contact dalna jyada achcha rahata hai aur jyada support karta hai YouTube khud ke content ko.
( No 8 ) Agar koi aur jankari chahiye to ✅
Agar aapko
YouTube se related aur koi jankari chahiye to
hamari team aapke liye hamesha uplabdh hai
aapko Kisi bhi tarah Ki youTube mein Koi dikkat Ho to hamare contact us page per aap hamari email ke jarie message kar sakte ho
24 se 48 hour message ka intezar karenge
Written by Manoj Choudhary



Comments
Post a Comment